Tuesday, May 20, 2008

Shiv ki abhilasha

Vishdhar ko dhar kar, Vish pee kar, Vish se mai shringar karu;
Lal raqt ki lalima tyag, aaj kanth mai fir neel karu.
Prachand tandav aaj rach mai srishti ka uddhar karu!

abhilasha - desire/ambition
vishdhar - serpent

1 comment:

Unknown said...

main ye padkar abbhibhoot hui aur saath mein achanbhit bhi. Bahut achcha likha hai